Let's try
Blogs ka koi anubhav to nahi hai , par shuruaat karty hain, dekhty hain kya likh paaty hain aur kitna likh paaty hain.
Ab shuruaat ki hai to kuch to likhna hi hai ,pata nahi Mera likha koi padhega to usko kitna acha lagega aur kitna nahi par kehne ko bahot kuch hai , likhne ko bahot kuch hai bas bhavnao ko shabdo me pirona ka hunar seekhna hai.
Kuch to seekhne ko zaroor milega jo kehna hai wo shabdo me kehna kitna aasaan ya mushkil hai ye to nahi pata par likhna hai ye pata hai to chaliye aaj k liye itna hi kal phir milenge tab tak main next blog k liye topic sochti hun. Thanks you ☺️
Comments
Post a Comment